|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
HS-145. |
Ishq
ke phool bhi khilte hain, bikhar jaate hain
zakhm kaise bhi hon, kuch roze main bhar jaate hain
Us khwabon main ab koi nahi aur hum bhi nahi
Itne roze se aaye hain, chup chaap guzar jaate hain
Nurm aawaaz, bholi baatain, mohazzab lehjaa
Pehle baarish main hi, sab rang utar jaate hain
Raasta roke khari hai, wahi uljhan kab se
Koi puche to kahen kya ke kidhar jaate hain |
|
|
This Holi
SMS is contributed by: Webmaster |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
HS-144. |
Aapne
dil ka haal batana chod diya, humne bhi gehrai mein jaana
chod diya. HOLI se pehle hi aapne nahana chod diya? |
|
|
This Holi
SMS is contributed by: Webmaster |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
HS-143. |
Rang udaye Pichkari
rang se rang jaye duniya sari holi ke rang
aapke jeevan ko rang de ye shubha kaana hai hamari.
HAPPY HOLI |
|
|
This Holi
SMS is contributed by: Webmaster |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
HS-142. |
Holi
par sabhi ko sabhi rango se milkar ek rang, apko mile jo apki
khusiyon ko rangin bana de.
Happy Holi |
|
|
This Holi
SMS is contributed by: Webmaster |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
HS-141. |
Khaa
key gujiya, pee key bhaang, laaga k thora thora sa rang, baaja
ke dholak aur mridang, khele holi hum tere sang.
HOLI MUBARAK |
|
|
This Holi
SMS is contributed by: Webmaster |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|