|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
SH-30. |
Shikayat nah karta
zamaane sey koi, Agar maan jaata mananey sey koi, Kissi koh
phir yaad na karta koi, Agar bhool jaate bhoolane sey koi. |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
SH-29. |
Ek pal ehsaas ban
key aate hoh, Aur doosre pal khwaab ban ke udd jaatey hoh,
Yeh maloom hai ki tanhai sey darr hai humey, Phir bhi baar
baar tanha chod jaatey hoh.... |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
SH-28. |
Aankhein Khuli
Hoh Toh Chehra Aapka Hoh, Aankhein Bandh Hoh Toh Sapnaa Aapka
Hoh, Humey Maut Ka Na Darr Na Khauff Hoga, Agar Kafan Ki Jagah
Dupatta Aapka Hoh. |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
SH-27. |
Humhara Harr Lamha
Churaa Liya Aapney, Aankhon Koh Ek Chaand Dikha Diya Aap ney,
Humey Zindagii Toh Dii Kissi Aur ney, Par Itna De Kar Jeena
Sikha Diya Aap ney. |
|
|
|
|
|
|
SH-26. |
Dil ki baat jo
na aaye zubaa pe, Wo aankho ke sariye bayan ho jaati hai,
Hume jo mohobbat hain tumse janne man, Ye paigham khud ba
khud bayya kar jaata hai. |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|