|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
SH-05. |
Hamari yaad me
wo bhi kabhi khoye honge, Khuli aankhon se wo bhi kabhi soye
honge, Mana ke muskurana andaaz hai gam chupane ka, Magar
hanste hanste wo bhi kabhi roye honge.. |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
SH-04. |
Unhe to fursat
nahi milne ki humse, Aur hamara waqt guzarata hai unki fariyaad
karke, Agar aaye woh meri maut pe, Toh keh dena abhi soye
hain tumhe yaad karke.. |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
SH-03. |
Iss nazar ko aapka
intezaar rehta hai, Dil aapse milne koh beqaraar rehta hai,
Aap humsey miley yah nah miley, Phir bhi humhara pyaar barqaraar
rehta hai. |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
SH-02. |
Aapki Berukhi Koh
Bhi Rutabaa Diya Humney, Pyaar Ka Harr Farz Adaa kiya Humney,
Na Sochiye ki Bhool Gaye hain Aapko, Aaj Bhi Khuda sey pehle
aapko yaad kiya humney. |
|
|
|
|
|
|
SH-01. |
Kudrat ke karishmey
mein gar raat nah hoti, Khwabon mein bhi unsey mulaqaat nah
hoti, Yeh dil toh har ek gum ki wajah hai, Yeh dil nah hota
toh koi baat nah hoti. |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|