|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
SH-10. |
Kya mangu khuda
se tumhe pane ke bad, Kiska karu intezar tere ane ke bad,
kyon kisi ke liye jan luta dete hai log, Mujhe malom hua tumhe
pane ke bad. |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
SH-09. |
Mohabbat ka imtihaan
aasan nahi, Pyaar sirf paaney ka naam nahi, Muddatein beeth
jaati hai kissi ke intezaar mein, Yeh sirf pal do pal ka kaam
nahin. |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
SH-08. |
Na kabhi muskurahat
aapke hoton se dur ho, Aapki har khwahish hakikat me manzur
ho, Ho jaye jo aap humse khafa, Khuda na kare humse kabhi
aisa kasoor ho… |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
SH-07. |
Duriyon ki na parwah
kiya kijiye, Dil jab bhi pukare bula lijiye, Hum door jyaada
nahi aapse, Bas apni aankhon ko palko se mila lijiye. |
|
|
|
|
|
|
SH-06. |
Rishton ki ye duniye
hai niraali, Sab riston se pyaari hai dosti tumhaari. Manzoor
hai aansu bhi aakho mein hamaree, Agar aa jaaye muskaan honton
pe tumhari. |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|